Reply To: a mother need advise

#185614
Shashi
Guest

Thank you, aapne reply Kiya
Kya aap mujhe bta sakte hai kii kya mere naseeb me… Bahu ka sukh hai
Pote poti ka sukh hai ya nahi
Har koi kahta hai kii beta hona acha hai..par mere do bete hokar bhi mujhe sukh nahi mil pa Raha hai