santan yog

Viewing 2 reply threads
  • Author
    Posts
    • #56351 Reply
      Ratnesh
      Guest

      Namaste sir,

      Maine aap ke kai aalekh internet par dekhe hai.
      Dekhkar bahut accha lagta hai jab aap ke aalekho ke madhyam se janne ko milte hai.

      Bahut dino se vichar kar rahi thi ek jaruri prashna ka uttar janne ka.

      Mere putra ki shadi ko 2 sal hue parantu koi santan nahi hui.

      Kripya mujhe batae ki uski kundali me putra santan ka yog hai ya nahi ?

      Putra ki

      date of birth 28-08-1988
      Time – 15:05
      Place – Khandwa (Madhya Pradesh)

      meri putra vadhu ki

      date of birth 26-04-1987
      Time – 11:15 AM
      Place – Seoni malwa (Madhya Pradesh)

      Agrim me dhanyavaad

    • #56431 Reply
      TMR
      Moderator

      Khed hai yeh batane keliye ki santan hone ki sambhavana bahut kam dikhayi padtha hai. putra vadhu ko pravarjya yog mouzood hai. Bhagavan se prarthana kare, woh kuch bhi kar saktha hai. Sreekrishnakarnamrutham roz pathna uchith rahega.

    • #56512 Reply
      K.Umamaheswara rao
      Guest

      Hello,
      Aapka putra ka lagna hai Dhanur.
      Lagna men Sani hai.
      Yah bahut bura hai.
      Panchama Ghar ka adhipathi char sthan par hai.
      Yah raja yoga hai.
      Paranthu sani bahut khatarnak hai.
      Isliye usko santhan bhagya nahin hua.

      Aap ka putra aur Bahu ko yah chikitsa
      vidhan 4mahine ke liye karna padta hai.
      koi angrezi janne vala se isko padhayiye.

      VEGANISM PLUS DETOX THERAPY WILL CURE MANY DISEASES
      [email protected]
      Your disease can be cured with veganism plus detox therapy
      in 30 or 40days.
      Veganism means avoiding animal products.
      YOu have to avoid milk products(milk,
      curd,buttermilk,coffee,tea,ghee),nonveg,fish,eggs,sweets for
      30 or 40days.In this method,you have to drink unfiltered
      leaf juice of 30 coriander leaves,15 mint leaves ,10gms of
      ginger and 15 gms of bittergroud.You can eat other food items.

Viewing 2 reply threads
Reply To: santan yog
Your information: