August 24, 2026 at 9:14 pm
#189653
Guest
Karib 10 saal ho gaye.. ye log dada dadi ka Ghar chhodkar..bua fufa ne new ghar liya waha rah rahe h. Magar area same hi h. And shanshan toh nh haas pas kahi bhi..around 3 km pe h.
Also, kya aap bta sakte hai kii agr ye shadi nahi kare ..jidd pe ada rahe toh kya hoga.qkii bhai bhabhi bahut pareshan hai..toh aise me bua k bad toh problem aur bad jayegi..bua ko helath issues bhi kaafi h