aa sakta hai but low chances hai aap zyada ye romance ke chakkar mai mat padiye aap ek ladki hai ladkiya bahut vulnerable hoti hai aap aapna dhyan do and ladko par zyada dhyan bharosa karo especially today’s world mat dhyan dijiye voh sirf use and abuse krte hai aapna career pai focus kijiye bahut young hai aap.